Spicy Sufaid Lobiya - Easy to do and Very moist even after warming up leftovers the next day!. Today I am sharing this Spicy Sufaid Lobiya! A quick and easy dinner that is ready in under 45 minutes!
You can cook Spicy Sufaid Lobiya with 9 Ingredients and 9 steps. See the following guide!
Ingredients for Spicy Sufaid Lobiya:
- 1/2 , Killo lobiya.
- 1 , tbsp adrak lehsan ka paste.
- 3 darmiyanay tamater.
- 6 , green chilli.
- 1 , tsp laal pissi mirch.
- 1 , tsp haldi.
- 1 , tsp namak.
- 1 , tsp zeera.
- 1 , tsp dhaniya powder.
Step by step how to cook Spicy Sufaid Lobiya:
- Sab sy pehlay lobiya boil kar ke gala lain..
- Phir dosray patili main oil garam kar ke adrak lehsan ko light brown kar ke tamater and green chilli dal dain..
- Tamater and green chilli dal ke thora pakayin and sath hi dosray masaly daal ke masala achi tarah bhon lain..
- Masala bhontay howay 1,teas spoon pissa garam masala dal dain Jab masala achi tarah bhon lain..
- Phir ublay howay loboyay ka pani nichorh kar. lobiya masalay main daal ke thora bhon lain..
- Lobiyay ka pani phaikna nahi wo hi pani thora lobiyay main dal ke halki aanch par 10,15 mint paka lain..
- Salan ghee chhorh dy ga to lobiya ready hai..
- Serve, bowl main lobiya dal ke bareek adrak kat ke and hara dhaniya kat ke chawelon ke sath serve karan.😋.
- 0.