Recipes New season ke aloo dum tasty

New season ke aloo dum - . Today I am sharing this New season ke aloo dum! A quick and easy dinner that is ready in under 15 minutes!

New season ke aloo dum

You can cook New season ke aloo dum with 18 Ingredients and 13 steps. See the following guide!

Ingredients for New season ke aloo dum:

  1. 500 gm New aalu.
  2. 200 gm Mustard oil.
  3. to taste Namak.
  4. Phoran me :.
  5. 1 pinch hing.
  6. to taste lal mirch powder.
  7. 1 jeera.
  8. 1/2 spoon, tejpatta.
  9. 2-3 lal mirch.
  10. 1 spoon Kali mirch.
  11. 1 spoon Jeera-.
  12. 25 gm Adrak.
  13. 1/2 pot Lahsun-.
  14. 1 spoon Garam Masala-.
  15. 3 Onion.
  16. 2 Tomato.
  17. 50 gm Dhania Patta.
  18. 2 glass Water.

Step by step how to cook New season ke aloo dum:

  1. Sabse phale aalu ko kuchha der ke lia pani me bhulne denge kyu ki new aalu me mitti bhi lagi hoti hai o achhe se dhul jayegi.ab aloo ko halkka ragdege ya chaku ki sahayta se uske chhilke ko hata lenge..
  2. Ab fork spoon se pure aalu me goda denge..
  3. Phorn me tej patta., lal mirch, hing., jeera lenge..
  4. Ab aalu ko garam mustard oil me bhunj Lenge..
  5. Mustard oil garam karke phoran ko dalenge.
  6. Uske baad kati huyi onion., namak or tomato ko dalkar bhunjenge..
  7. Lal mirch, kali mirch,adrak, jeera, lahsun, garam mashala ko mixer me mahin pees lenge.
  8. Onion jab halka brown ho jaye to pie huve mashale ko or haldi powder ko dal kar bunjenge.
  9. Jab mashala bhunj jayega.tab chholne se hi tomato ko kaat kar mila denge.
  10. To usme bhunje huve aalu ko daal kar 2-3min tak bhunjege.
  11. Uske baad 2 glass water daal kar mila dege or dhak denge or aloo ko pakne denge.10se15min tak medium tav me..
  12. Jab aalu sinjha jaye tab usme chopping dhania Patta ko dalkar 2 minute Tak pakayenge.
  13. Uske baad Upar Se dhania Patta se Saja dhenge..